Stuthi Gao Stuthi

Yeshu Tera Naam mahaan hai
Teri samarth ka koi naap nahi
Kaisi Teri yojana lajawaab
Yeshu Tujh par yeh dil hai fidaa

Stuthi, gao stuthi
Us Prabhu ki
Jiski koi tulna nahi
Azaadi, aatma ki
Paye hain
Toh gayenge..

Tune mujhko naya jeevan diya
Paththar dil nikaalkar maans diya
Tere Naam ko gaurav mile sadaa
Yeshu, meri stuthi par bas jaa

Stuthi, gao stuthi
Us Prabhu ki
Jiski koi tulna nahi
Azaadi, aatma ki
Payein hai
Toh gayenge..